Beautiful Valentine Wallpapers
Source(Google.com.pk)
(1)
Na Hum Tumse Koi Chal Chaltey Hai,
Na Hum Tumse Koi Shiqayat Kartey hai,
Najhuk Dil ka Bas Itna Hi Kahena Hai,
Jaan-e-man Hum Tumse Mohabbat Kartey Hai..
(2)
Najhuk Dil ki Dhadkano ko Meri,
Sanam Tumne Dhadaka Sikha Diya,
Jab se Mila Hai Tera Pyaar Dilko,
Gum me bhi Muskurana Sikha Diya..
(3)
Dekha Tumne Tichhi Najar se,
Dil ki Dhadkan Badh gai hai,
Najar ata nahi kuchh bhi Hume,
Jab se Sanam Tumse Najar Laad gai hai..
(4)
Mere Najhuk Dil ka Dilbaar,
Sabse bada hai Tu Aarmaan,
Subha se Shaam Puja karta hu Main,
Tum ko aapna maan ke BHAGWAN..
(5)
Mere Is Dil me Jaanemaan,
Tasvir Tumhari Najar aati hai,
Hawaa bhi Takra kar mere kano mein,
Har Waqt Tumhari khabar lati hai..
(6)
Mere Dil ki Dhadkanon mein,
Dilbar wo Mukam hai Tumhara,
Har Shaam har Subha Laab par,
Bas hota hai Sirf Naam Tumhara..
(7)
Sanam Mere Dil ko TU aur na Tadpana,
Ban gaya hai Dil Mera ab Tera Diwanaa..
(8)
Yeh Najhuk Mera bhi Aajib hai,
Pehle Mera tha ab Tumhara ho gaya,
Aaye jab Tum Jaan-e-jaa Milne Humey,
Hassen Baharo ka Najara ho gaya..
(9)
Lakhon Dekhe Duniya me Hamne Haseen,
Magar Mujhe Tumhi lage khubsurat,
I Dil me lahar uthi pyaar ki,
Jab se Humne Dekhi Tumhari Suraat..
(10)
Meri Nigaahon me Dilbar, Teri hi Suraat hai,
Tum ko ho ya na ho magar, Mujhe teri Jarurat hai..
(11)
Mere Dilbar Meri Zindagi,
Muskurakar Tum Din bitana,
Main Tumhara hu Tum meri ho,
Bas yahi hai Mujhko Tumhe Samjana..
(12)
Mohabbat ki kya Kimmat hai,
Ye Duniya ko kaha khabar hai,
Mohabbat to Ashiq ke Kiye,
Yaaron Jannat ka Darwaja hai..
(13)
Tere liye hamne Dilbar,
Aapno ko Thukarayaa,
Tum ko Paney ke liye aaj,
Tera ye Aashiq Tere paas aaya..
(14)
Na AApni khabar raheti hai,
Dilne jabse Tumhe Chaha hai,
Nahi aab Dil me koi Tamanna,
Janam jabse Tumhe Paaya hai..
(15)
Jab aa rahi ho Tum milney,
aab chhodo Sanam Shiqwe Giley,
aise Gaale lagalon Tum Mujhey,
lage Jaise ‘JAAMIN AASMAAN’ Miley..
(16)
Duniya mein Unki Suhaani Raat hoti hai,
Jis Dil mein Pyaar ki Barsaat hoti hai..
(17)
Mohabbat Tumse kar ke Mujhe,
Aapna Dil tumko dena hai,
Saath Jiyenge aur Saath Marenge,
Bas Tum se Itna hi kehna hai..
(18)
Ujhdey hue Gulshaan mein,
Pyaar ke Phool kheel jate hai,
Mohabbat ki raah mein jab,
Tere Mere NAIN miil jate hai..
(19)
Dil se Dil milake, Hum ek JAAN ban jaye,
Zaalim Jamane ki Najar se, HUM TUM kahin Door kho jaye..
(20)
Is Jamane mein jiney ke liye,
Haseen Sanam ki Jarurat hai,
Dil milaakar Dil lagana,
Bas yahi Yaaron Mohabbat hai..
(21)
Dil mujhko Dekar Tum,
Mujhse Pyaar Karlo,
Nigaahon Me Apni Bithake,
Mere Pyaar Ka Izhaar Karlo..
(22)
Aati Ho Har-roj Khwabon Mein,
Aur Aati Ho Tum Khayalon me,
Kya Ho Gaya Ye Mujhe Dilbar,
Uljha Raheta Hu Yahi Sawalon me..
(23)
Tumhare Hi Pyaar mein Meri,
Subaha se Shaam Hui,
Magar Tumhare Pyaar mein Sanam,
Me to Aab Badnaam Hui..
(24)
Mein Tumse Pyaar Karu,
Tum par ye Jaan Nisaar karu,
Gar Milne Tum aao Hume,
Subha se Shaam Tera Intezaar karu..
(25)
Baat kya hai Mere Dilme,
Gar Paas aao to batadu,
Hotho pe Tere Pyaar bhardu,
Aapne Naino me Tujhe Basadu..
(26)
Mohabbat me na kare Jafaan,
Aur kabhi na Saath chhodey,
Aisi mohabbat karne waley,
Milte hai is Duniya mein Thodey..
(27)
Mana ki Mohabbat ka Chhota sa Ghar hai,
Nagar Saare Jaahaan ki Khushi Inke aander hai..
(28)
Mohabbat mein Yaaron,
Banti hai yahi Kahani,
Dil dekar Dil lenaa,
Yahi hai bas Pyaar ki Nishaani..
(29)
Jab Sanam Tu samne aaye,
Dil main Meetha Dard jagaye,
Gumm ho jatey hai Hum Khayalon mein,
Teri Yaadon me na Nind bhi aaye..
(30)
Teer chala Najar ke Humko Nishaana bana ke,
Magar chhod na dena Humko Deewanaa bana ke..
(31)
Kabhi na karna Tum Mujhe,
Dilbar aapne Dil se door,
Varna Tumhari Yadon mein Tadapkar,
Ho jaungi Maar jane par Majboor..
(32)
Tumhari Yaad aa aakar,
Jab Mere Dilko Sataaye,
Pyaar me gujre Din Milan ke,
Unhi ke Nagmey Labon pea aye..
(33)
Ekbaar Mere Hontho ko,
Tere Hontho se Milade,
Dil ke viraan Gulshaan se,
Tu Mohabbat ke Phool Khilade..
(34)
Tumko mein Bahut Pyaar karta hu,
Magar Jhuban se kahe nahi pata,
Halat Dilki aab ye ho gayi hai,
Ki Tere Bigair raha nahi jata..
(35)
Tum ko hi pyaar kiya hai,
Tum ko hi Pyaar Me karunga,
Saath na chhodunga Martey Dum tak,
Zalim Jamaney se bhi na Darungaa..
(36)
Mohabbat ki Mastiyaan,
Har Dilko Jawan karti hai,
Ujhde huye Gulshan me,
Ek Naya Rang bhaarti hai..
(37)
Vaada fir Hum Tumse kartey hai,
Hum kuchh kar ke Dikhayenge,
Chahe Lakh Daman Chhuda Humse,
Teri Raahse Hum aapni Raah milayenge..
(38)
Balkha kar Kareeb se Gujarne ki,
Haye! kaisi ye Tumhari Ada hai,
Dil Hamara Meri Jaan bas,
Yahi Tumhari Ada pe Fida hai..
(39)
Ban gai hai aab Meri Zindagi Ajanabi,
Ruthkar gai hai Jabse Dil ki Maanchali..
(40)
Pehle to thi aapni,
Taqdeer ki Raahe Virane,
Tu mili Mehfil mili,
Source(Google.com.pk)
(1)
Na Hum Tumse Koi Chal Chaltey Hai,
Na Hum Tumse Koi Shiqayat Kartey hai,
Najhuk Dil ka Bas Itna Hi Kahena Hai,
Jaan-e-man Hum Tumse Mohabbat Kartey Hai..
(2)
Najhuk Dil ki Dhadkano ko Meri,
Sanam Tumne Dhadaka Sikha Diya,
Jab se Mila Hai Tera Pyaar Dilko,
Gum me bhi Muskurana Sikha Diya..
(3)
Dekha Tumne Tichhi Najar se,
Dil ki Dhadkan Badh gai hai,
Najar ata nahi kuchh bhi Hume,
Jab se Sanam Tumse Najar Laad gai hai..
(4)
Mere Najhuk Dil ka Dilbaar,
Sabse bada hai Tu Aarmaan,
Subha se Shaam Puja karta hu Main,
Tum ko aapna maan ke BHAGWAN..
(5)
Mere Is Dil me Jaanemaan,
Tasvir Tumhari Najar aati hai,
Hawaa bhi Takra kar mere kano mein,
Har Waqt Tumhari khabar lati hai..
(6)
Mere Dil ki Dhadkanon mein,
Dilbar wo Mukam hai Tumhara,
Har Shaam har Subha Laab par,
Bas hota hai Sirf Naam Tumhara..
(7)
Sanam Mere Dil ko TU aur na Tadpana,
Ban gaya hai Dil Mera ab Tera Diwanaa..
(8)
Yeh Najhuk Mera bhi Aajib hai,
Pehle Mera tha ab Tumhara ho gaya,
Aaye jab Tum Jaan-e-jaa Milne Humey,
Hassen Baharo ka Najara ho gaya..
(9)
Lakhon Dekhe Duniya me Hamne Haseen,
Magar Mujhe Tumhi lage khubsurat,
I Dil me lahar uthi pyaar ki,
Jab se Humne Dekhi Tumhari Suraat..
(10)
Meri Nigaahon me Dilbar, Teri hi Suraat hai,
Tum ko ho ya na ho magar, Mujhe teri Jarurat hai..
(11)
Mere Dilbar Meri Zindagi,
Muskurakar Tum Din bitana,
Main Tumhara hu Tum meri ho,
Bas yahi hai Mujhko Tumhe Samjana..
(12)
Mohabbat ki kya Kimmat hai,
Ye Duniya ko kaha khabar hai,
Mohabbat to Ashiq ke Kiye,
Yaaron Jannat ka Darwaja hai..
(13)
Tere liye hamne Dilbar,
Aapno ko Thukarayaa,
Tum ko Paney ke liye aaj,
Tera ye Aashiq Tere paas aaya..
(14)
Na AApni khabar raheti hai,
Dilne jabse Tumhe Chaha hai,
Nahi aab Dil me koi Tamanna,
Janam jabse Tumhe Paaya hai..
(15)
Jab aa rahi ho Tum milney,
aab chhodo Sanam Shiqwe Giley,
aise Gaale lagalon Tum Mujhey,
lage Jaise ‘JAAMIN AASMAAN’ Miley..
(16)
Duniya mein Unki Suhaani Raat hoti hai,
Jis Dil mein Pyaar ki Barsaat hoti hai..
(17)
Mohabbat Tumse kar ke Mujhe,
Aapna Dil tumko dena hai,
Saath Jiyenge aur Saath Marenge,
Bas Tum se Itna hi kehna hai..
(18)
Ujhdey hue Gulshaan mein,
Pyaar ke Phool kheel jate hai,
Mohabbat ki raah mein jab,
Tere Mere NAIN miil jate hai..
(19)
Dil se Dil milake, Hum ek JAAN ban jaye,
Zaalim Jamane ki Najar se, HUM TUM kahin Door kho jaye..
(20)
Is Jamane mein jiney ke liye,
Haseen Sanam ki Jarurat hai,
Dil milaakar Dil lagana,
Bas yahi Yaaron Mohabbat hai..
(21)
Dil mujhko Dekar Tum,
Mujhse Pyaar Karlo,
Nigaahon Me Apni Bithake,
Mere Pyaar Ka Izhaar Karlo..
(22)
Aati Ho Har-roj Khwabon Mein,
Aur Aati Ho Tum Khayalon me,
Kya Ho Gaya Ye Mujhe Dilbar,
Uljha Raheta Hu Yahi Sawalon me..
(23)
Tumhare Hi Pyaar mein Meri,
Subaha se Shaam Hui,
Magar Tumhare Pyaar mein Sanam,
Me to Aab Badnaam Hui..
(24)
Mein Tumse Pyaar Karu,
Tum par ye Jaan Nisaar karu,
Gar Milne Tum aao Hume,
Subha se Shaam Tera Intezaar karu..
(25)
Baat kya hai Mere Dilme,
Gar Paas aao to batadu,
Hotho pe Tere Pyaar bhardu,
Aapne Naino me Tujhe Basadu..
(26)
Mohabbat me na kare Jafaan,
Aur kabhi na Saath chhodey,
Aisi mohabbat karne waley,
Milte hai is Duniya mein Thodey..
(27)
Mana ki Mohabbat ka Chhota sa Ghar hai,
Nagar Saare Jaahaan ki Khushi Inke aander hai..
(28)
Mohabbat mein Yaaron,
Banti hai yahi Kahani,
Dil dekar Dil lenaa,
Yahi hai bas Pyaar ki Nishaani..
(29)
Jab Sanam Tu samne aaye,
Dil main Meetha Dard jagaye,
Gumm ho jatey hai Hum Khayalon mein,
Teri Yaadon me na Nind bhi aaye..
(30)
Teer chala Najar ke Humko Nishaana bana ke,
Magar chhod na dena Humko Deewanaa bana ke..
(31)
Kabhi na karna Tum Mujhe,
Dilbar aapne Dil se door,
Varna Tumhari Yadon mein Tadapkar,
Ho jaungi Maar jane par Majboor..
(32)
Tumhari Yaad aa aakar,
Jab Mere Dilko Sataaye,
Pyaar me gujre Din Milan ke,
Unhi ke Nagmey Labon pea aye..
(33)
Ekbaar Mere Hontho ko,
Tere Hontho se Milade,
Dil ke viraan Gulshaan se,
Tu Mohabbat ke Phool Khilade..
(34)
Tumko mein Bahut Pyaar karta hu,
Magar Jhuban se kahe nahi pata,
Halat Dilki aab ye ho gayi hai,
Ki Tere Bigair raha nahi jata..
(35)
Tum ko hi pyaar kiya hai,
Tum ko hi Pyaar Me karunga,
Saath na chhodunga Martey Dum tak,
Zalim Jamaney se bhi na Darungaa..
(36)
Mohabbat ki Mastiyaan,
Har Dilko Jawan karti hai,
Ujhde huye Gulshan me,
Ek Naya Rang bhaarti hai..
(37)
Vaada fir Hum Tumse kartey hai,
Hum kuchh kar ke Dikhayenge,
Chahe Lakh Daman Chhuda Humse,
Teri Raahse Hum aapni Raah milayenge..
(38)
Balkha kar Kareeb se Gujarne ki,
Haye! kaisi ye Tumhari Ada hai,
Dil Hamara Meri Jaan bas,
Yahi Tumhari Ada pe Fida hai..
(39)
Ban gai hai aab Meri Zindagi Ajanabi,
Ruthkar gai hai Jabse Dil ki Maanchali..
(40)
Pehle to thi aapni,
Taqdeer ki Raahe Virane,
Tu mili Mehfil mili,
No comments:
Post a Comment